Mitro ishwar kabhi kisi se naraj nahi hota
Mitro ishwar kabhi kisi se naraj nahi hota ,hum uske prati jo najriya ya biswas rakhate hain same wahi pratikriya hume bhi milti hai. Arthat hum agar yeh soch rahe hai ki ishwar humse naraj hai to wo naraj hai aur yadi hum ye soch rahe hain ki wo humara saath de raha hai to wo humara saath de raha hota hai aur kya aap nahi jante ki pratyek raat ke baad subah jarur aati hai usi tarah har dukh ke bad sukh bhi aata hai.to doston ishwar par bharosha rakh kar prayass karte rahna chahiye kyonki ye akhand satya hai ki anwart prayass ke baad saphalta jarur milti hai. By Mrityunjay sharma
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment